Sunday, April 17, 2011

Bahut dino baad dil me ye aaya tha...
jo chala kuch der k liye sath,
wo koi or nahi mera humsaya tha...........
na jane kis kashmakash me they aj tak hum........
aj jab kuch jana to,
hartaraf se khud ko akela paya tha.........
dil tuttata tha kisi zamane me har baat par hamara...
aaj sab kuch kho jane par bhi,
dard ka nisha na paya tha......
chaha tha khud ko pattar banana kabhi hamne....
par us insan ne kuch bhi na kar k,
humko pighlaya tha......
chal pade hai aj hum na jane kis raste pe.........
magar aj tak rahon me us jesa nazar na aya tha...........
kuch to baat thi us masum chehare me...........

jisne hamen pyar ka matlab sikhaya tha.................

Friday, April 8, 2011

KYA HO TUM

KYA HO TUM?.........
EK YAAD HO, YA PURA FASSANA HO TUM!
HO MOOHABBAT MERI, YA KOI EHASSA HO TUM!
FOOLO KI TARHA KHILTE HO, YA KALIYO ME BAND RAHTE HO TUM!
FIZAOME ME MAHAKTE HO,YA BUNDO ME BARASTE HO TUM!
NAZRO ME BAND RAHTE HO, YA NIGAHO SE CHALATE HO TUM!
DIL ME TUMHARA AKS HE,YA MERI DHADKAN HO TUM!
MERI DUAO ME HO SHAMIL,YA MERA ETBAAR HO TUM!
MERI ZINDAGI KA HISSA HO ,YA MERI ZINDAGI HO TUM!
MERE KHUD SE INKAR ME YA MERA IKRRAR HO TUM!
MERE BEKHOF JAJHBAAT ME YA MERI SAANS ME HO TUM!
AAJ HUMEN TUM KHUD HI YE BATA DO.............
HO TUM MERI KOI SOCHI HUI KATA
YA MERI LIKHI KOI GAZAL HO TUM........

LACHARI


माँ - बाप की लाचरी देख मन मैं मेरे ये बात अई होगी.....
दुनीय मे भाग्वन ने मेरी कोइ जगह बनायी होगी ,
माँ ने अपने अन्दर मेरा ऐहसास् किया होगा...
आपनी परछाई मै मेरी एक झलक पाइ होगी,
मेरे बबुल का दिल रोय होग कभी ये सोच कर......
शायद इसी के लिये मेने सपनो की डोलि सजाइ होगी,
जिस्की एक मुस्कुरहट से होना था घर का आंगन रोशन कभी....
मेरे इन्तज़ार मे उमिद की उस आंगन मै वो किरन आइ होगी,
दुनिया तो होती ही है बेरहम माँ दुसरो के लिये....
मुझे मात मरो ,
तेरी कोख से ये अवज़ मैने माँ लगई होगी........