Rooh me aj tak koi samaya hi nahi.......
Shayad dil me koi itna uttar paya hi nahi...........!
Pyar to mila na jane kitne apno ka hamen..........
Par, hum me kisi ka beintaha pyar samaya hi nahi.........!
Baad-dua mili hogi hamen bhi gero se kai..............
Jinka pyar dil ko hamare mana paya hi nahi..............!
Aankh band karte hi dhundte hai us shakqs ko hum........
Jo aj tak haqikat me hamari aya hi nahi.....!
Khate hai kuch log khamoshi todne ka hamen..........
Par,is kahmoshi ko todne wala us khuda ne banaya hi nahi.............!!!!!!!!!

No comments:
Post a Comment